Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeS H Bihari
HomeS H Bihari
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ya ya ya o ya ke tum par meri jaan shabaab aa gaya ya ke phir mere marne ke din aa gaye ya ke tum par meri jaan shabaab aa gaya ya ke phir mere marne ke din aa gaye ya ke tumko main apni khushi maan loon ya ke phir aah bharne ke din aa gaye ya ke tum par ye nazaare ye nazaare jo mujhko deewaana karen hain bahaaron mein aise nazaare kahaan door ho jinse dil ka andhera kabhi aasmaanon mein aise sitaare kahaan ya meri ya meri aarzuon ki kaliyaan khilin ya tumhaare sanwarne ke din aa gaye ya ke tum par meri jaan shabaab aa gaya ya ke phir mere marne ke din aa gaye ya ke tum par tumko dekha tumko dekha kadam dagmagaane lage aisi masti khizaaon mein milti nahin in mehakte huye gesuon ki kasam aisi khushboo hawaaon mein milti nahin ya ke dooba ya ke dooba hua hoon main jazbaat mein ya tumhaare ubharne ke din aa gaye ya ke tum par meri jaan shabaab aa gaya ya ke phir mere marne ke din aa gaye ya ke tumko main apni khushi maan loon ya ke phir aah bharne ke din aa gaye ya ke
kahaan ye hansta hua carvaan zindagi ka naa poochho chala hai kidhar tamanna hai ye saath chalte rahen hum naa beete kabhi ye safar ye hansta hua carvaan zindagi ka naa poochho chala hai kidhar haan tamanna hai ye saath chalte rahen hum naa beete kabhi ye safar waah waah hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm zameen se sitaron ki duniyaa mein jaayen haan haan wahan bhi yahi geet ulfat ke gaayen achchhaa zameen se sitaron ki duniyaa mein jaayen wahan bhi yahi geet ulfat ke gaayen muhabbat ki duniyaa ho ghum se begaana rahe na kisi ka bhi darr aji darr kaisa ye hansta hua carvaan zindagi ka naa poochho chala hai kidhar tamanna hai ye saath chalte rahen hum naa beete kabhi ye safar chaliye hmm hmm hmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm aaaa haaa haaa aaa aaaa aaaa aaaa aaaa baharon ke din hon jawaan ho nazaren aa haa haa haa haseen chandani ho nadi ke kinare kya baat hai baharon ke din hon jawaan ho nazaren haseen chandani ho nadi ke kinare naa aaye jahan bhool kar badnasibi
ye mehfil ye botal ye rangeen paani isi mein humaari hai saari kahaani ye mehfil ye botal ye rangeen paani isi mein humaari hai saari kahaani ye mehfil ye botal ye rangeen paani ye kehti hai duniyaan ise chhod doon main ye botal buri cheez hai tod doon main magar kya karoon main hai aadat puraani are isi mein humaari hai saari kahaani ye mehfil ye botal ye rangeen paani bahaaron ki raani ye khwabon ki malika ise bhi nasha chadh gaya halka halka salaamat rahe tu teri ye jawaani isi mein humaari hai saari kahaani ye mehfil ye botal ye rangeen paani suraahi ki aadat hai saaqi chhuda de mere sar se tu fikr e duniya hata de tera shukriya aur teri mehrbaani are isi mein humaari hai saari kahaani ye mehfil ye botal ye rangeen paani isi mein humaari hai saari kahaani
ye poornoor chehraa ye dilkash adaa namunaa ho kudrat ki kaarigari ka nahin tumse behtar koi dusra namunaa ho kudrat ki kaarigari ka ye poornoor chehraa ye dilkash adaa namunaa ho kudrat ki kaarigari ka haseenon tumhari jo pooja kare ussi ko hi duniyaa mein jannat mile haseenon tumhari jo pooja kare ussi ko hi duniyaa mein jannat mile naa dekha ho naa dekha ho jisne khuda ko kabhi khuda ki kasam wo tumhen dekh le tumhin se hai jannat tumhin se khuda namunaa ho kudrat ki kaarigari ka ye poornoor chehraa ye dilkash adaa namunaa ho kudrat ki kaarigari ka tumhari ye patli kamar jaaneman lachakti huyi jaise shaakh e chaman tumhari ye patli kamar jaaneman lachakti huyi jaise shaakh e chaman khuda jaane khuda jaane kiss ke muqaddar mein hai ye phoolon se naazuk tumhara badan jise chumti hai chaman ki hawaa namunaa ho kudrat ki kaarigari ka ye poornoor chehraa ye dilkash adaa namunaa ho kudrat ki kaarigari ka chali ho kahaan ye bata do zara liye sar pe zulfon ki kaali
yahi wo jagah hai yahi wo fizayein yahin par kabhi aap hum se mile thei yahi wo jagah hai yahi wo fizayein yahin par kabhi aap hum se mile thei inhein hum bhalaa kis tarah bhool jaayein yahin par kabhi aap hum se mile thei yahin par mera haath mein haath le kar kabhi naa bichhadane ka waada kiya tha sadaa ke liye ho gaye hum tumhaare gale se lagaa kar humein ye kaha tha kabhi kam na hongi humari wafaayein yahin par kabhi aap hum se mile thei yahin par wafaa ka nayaa rang bhar ke banaayi thee chaahat ki tasveer tumne yahin ki bahaaron se phoolon ko chun kar sanwaari thi ulfat ki takdeer tumne wo din aap ko yaad kaise dilaayen yahin par kabhi aap hum se mile thei yahi wo jagah hai yahi wo fizayein yahin par kabhi aap hum se mile thei
nafrat se jinhen tum dekhte ho tum maarte ho jinko thokar kya unpe guzarti hai dekho ik baar kabhi ghayal ho kar zamaane ki aankhon ne dekha hai yaaron zamaane ki aankhon ne dekha hai yaaron sadaa apni duniyaa mein aisa nazaara kabhi unko phoolon se pooja hai sabne kabhi unko phoolon se pooja hai sabne kabhi jinko logon ne pathar se maara zamaane ki aankhon ne dekha hai yaaron peese naa jahaan tak pathar pe mehndi kisi bhi tarah rang laati nahin hai hazaaron jagah thokren khaa naa len jab koi zindagi muskuraati nahin hai bina khud mare kisko jannat mili hai bina khud mare kisko jannat mili hai bina dukh sahe kisne jeevan sanwaara zamaane ki aankhon ne dekha hai yaaron bhanwar se jo ghabraa ke peechhe haten hain doobon di hain maujon ne unn ki hi naiyya doobon di hain maujon ne unn ki hi naiyya jo toofaan se takraa ke aage badhe hain jo toofaan se takraa ke aage badhe hain bina koi maajhi bina hi khiwaiyya kabhi naa kabhi to kahin naa kahin par kabhi naa kabhi to
haule haule saajanaa dheere dheere baalamaa o ho ho um hm hm zaraa haule haule chalo more saajanaa hum bhi peechhe hain tumhaare zaraa haule haule chalo more saajanaa hum bhi peechhe hain tumhaare kaisi bheegi bheegi rut hai suhaani kaise pyaare nazaare zaraa haule haule chalo more saajanaa hum bhi peechhe hain tumhaare zaraa haule haule chalo more saajanaa hum bhi peechhe hain tumhaare pad gayi janaab main to aap ke gale ab to nibhaaye bagair na chale pad gayi janaab main to aap ke gale ab to nibhaaye bagair na chale pyaar ke safar mein hote hi rahenge jhagade hazaar sanam pyaar ke deewaane chalte hi rahenge phir bhi milaake kadam saajanaa hote hi rahenge neechi nazar ke meethe methe ishaare zaraa haule haule chalo more saajanaa hum bhi peechhe hain tumhaare zaraa haule haule chalo more saajanaa hum bhi peechhe hain tumhaare dekhali huzoor maine aap ki wafaa baaton hi baaton mein ho gaye khafaa dekhali huzoor maine aap ki wafaa baaton hi baaton mein ho gaye khafaa
zulfon ko hata le chehre se ooooo hooo hooo aaaaa haaaa haaaa hone de zulfon ko hata le chehre se thoda sa ujaala hone de sooraj ko zara sharminda kar munh raat ka kaala hone de zulfon ko hata le chehre se ho jo mausam ko pata ye teri zulf hai kya choom le maang teri jhuk ke saawan ki ghata ho jo mausam ko pata ye teri zulf hai kya choom le maang teri jhuk ke saawan ki ghata zulf lehraaye lehraa ke baadal bane jo bhi dekhe tujhe tera paagal bane aisa bhi nazaara hone de zulfon ko hata le chehre se thoda sa ujaala hone de sooraj ko zara sharminda kar munh raat ka kaala hone de zulfon ko hata le chehre se dekh naaraaz naa ho mere masoom sanam main koi gair nahin teri aankhon ki kasam dekh naaraaz naa ho mere masoom sanam main koi gair nahin teri aankhon ki kasam de ijaazat ke tere kadam choom loon saath main bhi tere do ghadi jhoom loon halka sa ishaara hone de zulfon ko hata le chehre se thoda sa ujaala hone de sooraj ko zara sharminda kar munh raat ka kaala hone de
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ya Ke Tum Par Meri Jaan Nasihat (1967) 03:29 17662
 
Poster of Nasihat (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mahendra Kapoor
Duration : 03:29   Song Number : 17662   

Ye Hansta Hua Carvaan Zindagi Ka Ek Jhalak (1957) 03:07 16435
 
Poster of Ek Jhalak (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Pradeep Kumar
Duration : 03:07   Song Number : 16435   

Ye Mehfil Ye Botal Ye Rangeen Pani Isi Ka Naam Duniya Hai (1962) 04:09 38894
 
Poster of Isi Ka Naam Duniya Hai (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mahmood
Duration : 04:09   Song Number : 38894   

Yeh Purnoor Chehra Mohabbat Zindagi Hai (1966) 04:06 13766
 
Poster of Mohabbat Zindagi Hai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mahamood
Duration : 04:06   Song Number : 13766   

Yehi Wo Jagah Hai Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966) 03:30 12003
 
Poster of Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:30   Song Number : 12003   

Zamaane Ki Aankhon Ne Dekha Hai Ek Bar Mooskura Do (1972) 05:57 18157
 
Poster of Ek Bar Mooskura Do (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Dev Mukharji, Tanuja, Joy Mukherjee
Duration : 05:57   Song Number : 18157   

Zara Haule Haule Chalo Mere Sajna Sawan Ki Ghata (1966) 04:35 20649
 
Poster of Sawan Ki Ghata (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Manoj Kumar
Duration : 04:35   Song Number : 20649   

Zulfon Ko Hata Le Sawan Ki Ghata (1966) 04:34 14174
 
Poster of Sawan Ki Ghata (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 04:34   Song Number : 14174   
Karaoke Songs of s h bihari, Sad Songs of s h bihari, Love Songs of s h bihari, Dance Songs of s h bihari, Hip-hop songs of s h bihari, Best songs of s h bihari, Super hit songs of s h bihari, hit songs of s h bihari, duet songs of s h bihari, solo songs of s h bihari, old songs of s h bihari, famous songs of s h bihari, Hindi Karaoke Songs of s h bihari, Hindi Sad Songs of s h bihari, Hindi Love Songs of s h bihari, Hindi Dance Songs of s h bihari, Hindi Hip-hop songs of s h bihari, best Hindi songs of s h bihari, super hit Hindi songs of s h bihari, hit Hindi songs of s h bihari, duet Hindi songs of s h bihari, solo Hindi songs of s h bihari, old Hindi songs of s h bihari, famous Hindi songs of s h bihari, Sing Along Songs of s h bihari, Sing Along Sad Songs of s h bihari, Sing Along Love Songs of s h bihari, Sing Along Dance Songs of s h bihari, Sing Along Hip-hop songs of s h bihari, Sing Along Best songs of s h bihari, Sing Along Super hit songs of s h bihari, Sing Along hit songs of s h bihari, Sing Along duet songs of s h bihari, Sing Along solo songs of s h bihari, Sing Along old songs of s h bihari, Sing Along famous songs of s h bihari